Ya to barbaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Woh galat tha yeh sahi hai Jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do Lab pe aa kar jo ruke hain Dhayi woh harf keh do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushkil aasaan kar do Mushkil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga Meetha sa yeh zehar Main to peeta rahunga Tu khuda na sahi Main to sajde karunga Tum jo Sheerin na huye kya Humko Farhaad kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Mushkil aasaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do Ya to barbaad kar do Khwaabon ko jagah na Mili aankhon mein Wahan pehle se Shailab tha Nagmein banata phira saazon pe Dil apna fakhat mizraab tha Khwaabon ko jagah na Mili aankhon mein Wahan pehle se Shailab tha Nagmein banata phira saazon pe Dil apna fakhat mizraab tha Meri bejaan harsarton ko Kaabiledaar kar do Meri saanson se judi hai Teri har saans keh do Itna ehsaan kar do Itna ehsaan kar do Poore armaan kar do Ya to barbaad kar do Ya phir aabaad kar do