Aur Mohabbat Kitni Karoon

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    ehsaas ho ya na ho
    izhaar ho ya na ho
    tere bin main reh na paata hoon
    ye tujhse keh na paata hoon

    main aur mohabbat kitni karoon
    itni toh mohabbat karta hoon
    main aur mohabbat kitni karoon
    itni toh mohabbat karta hoon

    meri saans tujhse hai
    meri jaan tujhse hai
    tu na ho to dar sa jaata hoon
    jeete jee main mar sa jaata hoon

    main aur mohabbat kitni karoon
    itni to mohabbat karta hoon
    main aur mohabbat kitni karoon
    itni to mohabbat karta hoon

    Continúa después del anuncio

    ei raati nupuai
    kyo jonaaku naai
    ei raati nupuai

    main bas itni fariyaad karun ki
    aankhen na namm ho meri teri yaadon mein
    na hi tu judaa ho kabhi sooni raaton mein
    phir bhi uthkar jaana tera aur na aana tera
    dhokhe ke hain naye salike
    tabhi kahoon main ki

    ikraar ho ya no
    takraar tujhse na ho
    tu meri yaar ho ya na ho
    bas gair mujhse na ho
    main kal bhi tujhse tha raazi
    main aaj bhi haami bharta hoon

    main aur mohabbat kitni karoon
    itni to mohabbat karta hoon
    main aur mohabbat kitni karoon
    itni to mohabbat karta hoon

    ei raati nupuai
    kyo jonaaku naai
    ei raati nupuai
    kyo jonaaku naai

    Información de la canción

    Composición: Pritam y Sandeep Srivastava

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas