Ka Karoon Sajani (feat. Phoenyx)

Arijit Singh

Continúa después del anuncio

aa
ka karoon sajni
aaye na baalam
ka karoon sajni
aaye na baalam

tadpat beeti mori un bin ratiyaan
tadpat beeti mori un bin ratiyaan
aaye na baalam

rovat rovat kal na aaiya
rovat rovat kal na aaiya
tadap tadap roye ra
tadap tadap roye kal na aaiya
nish din mohe viraha sata

yaad aawat jab
yaad aawat unki batiyaan
aaye na baalam

tadpat beeti mori un bin ratiyaan
tadpat beeti mori un bin ratiyaan
aaye na baalam

ka karoon sajni
aaye na baalam

Información de la canción

Composición: Rajesh Roshan, Phoenyx y Amit Khanna

¿Los datos están equivocados?

Enviar revisión