Main Hoon Deewana Tera

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    deewana deewana deewana deewana
    deewana deewana deewana hai
    deewana deewana deewana deewana
    deewana deewana deewana hai

    naa jaanu main, kaisi ye bekarari hai
    shayad dil ke, jaane ki ab taiyari hai
    naa jaanu main, kaisi ye bekarari hai
    shayad dil ke, jaane ki ab taiyari hai

    tu dil ka thikana, hoon tera deewana
    deewana tera, tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri, tu aaye na aaye

    deewana tera, tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri, tu aaye na aaye
    deewana tera, tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri, tu aaye na aaye

    deewana deewana deewana deewana
    deewana deewana deewana hai

    Continúa después del anuncio

    pooche nigaahein meri
    hai kahaan raahein teri
    jaane kyun naa jaane tu
    tanha hai baahein meri

    pooche nigaahein meri
    hai kahaan raahein teri
    jaane kyun naa jaane tu
    tanha hai baahein meri

    raat bhi guzaari hai
    jo utre na teri hi toh khumaari hai
    mushqil hai bhulaana, hoon tera deewana

    deewana tera, tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri, tu aaye na aaye
    deewana tera, tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri, tu aaye na aaye

    dil mein jo armaan jaage
    teri hi peeche bhaage
    rukna hai tujhpe ab toh
    jaane nahin hai aage

    dil mein jo armaan jaage
    teri hi peeche bhaage
    rukna hai tujhpe ab toh
    jaane nahin hai aage

    soorat ye yun aankhon mein utaari hai
    maine toh bhulaai duniya saari hai
    hai tujhko bataana hoon tera deewana

    deewana tera tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri tu aaye na aaye
    deewana tera tujhe hi bulaaye
    ye marzi teri tu aaye na aaye

    Información de la canción

    Composición: Kumaar y Meet Bros

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión