Main Teri Yaadon Mein

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    main teri yaadon mein khoya
    main teri yaadon mein uljha
    main teri yaadon mein khoya
    main teri yaadon mein uljha

    teri yaadon ka hai samaa
    tere bin main, main na rahaa
    teri yaadon ka hai samaa
    tere bin main, main na rahaa

    shaam-o-seher kaise
    lagte zeher jaise
    tere bagair aise ooh
    socha nahin kaise
    hoon darbadar jaise
    hogi basar aise ooh

    khamoshiyan hain khata meri
    tanhaiyan hai sazaa meri
    samjha rahi hai ye dooriyan
    teri meri nazdeekiyaan

    Continúa después del anuncio

    haan teri yaadon ke gham hain
    hai teri yaadon ki khushiyaan
    haan teri yaadon ke gham hain
    hai teri yaadon ki khushiyaan

    tere bin jeena kya mera
    tere bin main, main na raha
    tere bin jeena kya mera
    tere bin main, main na raha

    sabko khabar hai ye
    meri seher hai tu
    kya bekhabar hai tu ooh
    itni zara si toh
    haan hai tujhe kehni
    kehde nazar se tu ooh

    kya itni hai majbooriyan
    kyun itni naa manzooriyan
    ik mukhtasar si baat hai
    phir zindagi bhar ka saath hai

    main teri yaadon mein jaaga
    main teri yaadon mein soya
    main teri yaadon mein jaaga
    main teri yaadon mein soya

    tere bin jeena kya mera
    tere bin main, main na raha
    tere bin jeena kya mera
    tere bin main, main na raha

    Información de la canción

    Composición: Himesh Reshammiya y Subrat Sinha

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión