Manwa Laage (feat. Shreya Ghoshal)

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    Manwa laage
    O manwa laage
    Laage re sanware
    Laage re sanware
    Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    Manwa laage
    O manwa laage
    Laage re sanware
    Laage re sanware
    Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    Musaafir hoon main door ka
    Deewana hoon main dhoop ka
    Mujhe na bhaye
    Na bhaye na bhaye chaanv re

    Manwa laage
    O manwa laage
    Laage re sanware
    Laage re sanware
    Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    Aisi kaisi boli tere naino ne boli
    Jaane kyon main doli
    Aisa lage teri ho li main
    Tu mera

    Continúa después del anuncio

    Humm tune baat kholi
    Kacche dhaago mein piro li
    Baaton ki rangoli se na khelun aise holi
    Main naa tera

    O kisi ka toh hoga hi tu
    Kyun na tujhe main hi jeetun

    Khule khabon mein
    Jeete hain, jeete hain baawre

    Mann ke dhaage
    O mann ke dhaage
    Dhaage pe saanwre
    Dhaage pe saanwre
    Hai likha mene tera hi, tera hi, tera hi toh naam re

    Ras bundiya nayan piya raas rache
    Dil dhad dhad dhadke shor mache
    Yun dekh sek sa lag jaaye
    Main jal jaaun bas pyaar bache

    Aise dore daale kaala jaadu naina kaale
    Tere main hawaale hua seene se laga le
    Aa main tera
    O dono dheeme dheeme jalein
    Aaja dono aise mile
    Zameen pe laage, na tere, na mere paanv re

    Manwa laage
    O manwa laage
    Laage re sanware
    Laage re sanware
    Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

    Rahoon main tere naino ki, naino ki
    Naino ki hi chaanv re
    Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
    Rahoon main tere naino ki, naino ki
    Naino ki hi chaanv re

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas