Saudebaazi

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    hmm mm oo
    aa oo

    saudebazi ik hansi ki
    ik hansi se kar gaye tum
    baaton baaton rang khud ke
    saare mujhme bhar gaye tum

    saudebazi ik hansi ki
    ik hansi se kar gaye tum
    baaton baaton rang khud ke
    saare mujhme bhar gaye tum

    rehna yunhi saame har pal yahaan
    Beautiful lage saara jahaan
    Beautiful nahi tumsa yahaan
    ab tu hai jahaan main hoon wahaan
    Beautiful lage saara jahaan
    Beautiful nahi tumsa yahaan
    ab tu hai jahaan main hoon wahaan
    oh oo yeah oo
    yay yay

    Continúa después del anuncio

    aankhon se tere hi aane lagi hai humpe khushi
    honthon pe tere hi gaane lagi hai ab zindagi
    tum jo gaye mujhe mil
    kehta phire mera dil
    tumsa na koi hai na koi hoga yahaan..

    Beautiful lage saara jahaan
    Beautiful nahi tumsa yahaan
    ab tu hai jahaan main hoon wahaan

    saudebaazi ik hansi ki
    ik hansi se kar gaye tum
    baaton baaton rang khud ke
    saare mujhme bhar gaye tum
    rehna unhi saame har pal yahaan

    Beautiful lage saara jahaan
    Beautiful nahi tumsa yahaan
    ab tu hai jahaan main hoon wahaan

    Beautiful lage saara jahaan
    Beautiful nahi tumsa yahaan
    ab tu hai jahaan main hoon wahaan

    Información de la canción

    Composición: Prashant Ingole y Shivam Pathak

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas