Tumhein Mohabbat Hai

Arijit Singh

    Continues after the ad

    teri aankhon mein jhaankane wala
    tere honthon pe kaanpne wala
    teri baaton mein bolne wala
    baal raaton mein kholne wala

    garam saanson mein ghul raha hai jo
    woh akele mein mil raha jo

    khwab mein aake pyaar karta hai
    roz sau baar tumpe marta hai
    khwab mein aake pyaar karta hai
    roz sau baar tumpe marta hai

    Continues after the ad

    khinch ke bajuon mein lele jo
    kaan ki vaaliyon se khele jo

    haq jatata hai jo sabhi tumpe
    puchhna chahta hoon main tumse
    haq jatata hai jo sabhi tumpe
    puchhna chahta hoon main tumse

    kaun hai kaisa kaun hai kaisa
    kaisa dikhta hai
    kaun hai kaisa kaisa dikhta hai

    jaanta hoon ke nahi
    main woh nahi main woh nahi

    woh ki jis se
    tumhein mohabbat hai
    tumhein mohabbat hai

    Song details

    Composition: Irshad Kamil and A R Rahman

    Did you see an error?

    Enviar revisão