Tumse Bhi Zyada

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    tumse bhi jyada tumse pyaar kiya

    dard ki hadon ko bhi paar kiya
    dard ki hadon ko bhi paar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

    tu meri thi meri hai agar khabar aa jaaye
    besabre se dil ko bewaqt sabar aa jaaye

    khushi deke tumko gam udhaar liya
    khushi deke tumko gam udhaar liya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya, oh

    Continúa después del anuncio

    ho yeh tadap kaisi hai yeh jalan hai kaisi
    haalanki donon mein hai wafa pehle si
    jo rang tera hai woh rang hai mera
    kuch main tere jaisa kuch tu mere jaisi

    judai ne humko iksaar kiya
    judai ne humko iksaar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    tumse bhi jyada tumse pyaar kiya

    hmm aa gale mil phir se phir zara chain aaye
    ho mere hothon pe phir tere hi saaye
    bin tere jeena bhi maut hi lagta hai
    ya tu aa jaaye ya saans bhi na aaye

    duaon mein aisa izhaar kiya
    duaon mein aisa izhaar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    ho tumse bhi zyada tumse pyaar kiya

    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    mohabbat mein yoon hadh ko paar kiya
    tumse bhi zyada tumse pyaar kiya
    ho tumse bhi jyada tumse pyaar kiya, oh

    Información de la canción

    Composición: Pritam, Irshad Kamil y Ashish Pandit

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas