Zara Si Dosti

Arijit Singh

    Continúa después del anuncio

    zara si dosti karle
    zara sa humnasheen ban ja
    sau khwaab hain, ik zindagi
    kaise chune kya chahiye
    shayad teri haan na mile
    phir bhi humein teri na chahiye

    tu hi safar
    tu raasta
    tu hi kaarwaan
    kaise chale main tere bina

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    tujhse milke dil ko ye yaqeen ho gaya
    aaine mein main sab se haseen ho gaya
    tujhse milke dil ko ye yaqeen ho gaya
    aaine mein main sab se haseen ho gaya

    Continúa después del anuncio

    tu nigaahein phere to lage yun mujhe
    mujhse khoobsurat har koi ho gaya

    jaata hai jaa
    leja wafaa
    leja duaa
    bas de de apni wo nigaah

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    jab talak tu mujhme yaar shamil raha
    tujhme tha jo mera mujhko hasil raha
    kho gaya hai tu to
    ab ye lagta hai dar
    kya ye dil bechara tere qaabil raha
    sunle duaa, ye ilteja, tujhse judaa
    main kuch nahi hoon tere bina

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    zara si dosti kar le
    zara sa humnasheen ban ja
    zara sa saath de bas
    phir chahe ajnabi ban ja

    zara si dosti kar le
    oooh woo

    Información de la canción

    Composición: Sohail Sen y Mudassar Aziz

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas