Mera Intezaar Karna

Armaan Malik

Continúa después del anuncio

phir chandani raatein wo aayengi
phir se milenge hum sanam
phir roshni khidki se aayegi
phir hum pe hoga kuch karam

phir waadon se hoke
in khawabon ko bo ke
ye rishta nibhayenge hum

phir barsega saawan
mehkega wo aangan
ke aayega mohabbat ka mausam

Continúa después del anuncio

subah ko jaga ke tu khud ko saja ke
mera hi deedar karna

mera intezaar karna
mera intezaar karna
zara aitbaar karna
mera intezar karna

mera intezar karna
mera intezaar karna
zara aitbaar karna
mera intezar karna

Información de la canción

Composición: Mithoon

¿Los datos están equivocados?

Enviar revisión