phir chandani raatein wo aayengi phir se milenge hum sanam phir roshni khidki se aayegi phir hum pe hoga kuch karam phir waadon se hoke in khawabon ko bo ke ye rishta nibhayenge hum phir barsega saawan mehkega wo aangan ke aayega mohabbat ka mausam subah ko jaga ke tu khud ko saja ke mera hi deedar karna mera intezaar karna mera intezaar karna zara aitbaar karna mera intezar karna mera intezar karna mera intezaar karna zara aitbaar karna mera intezar karna