Main Gaaon Tum Gaaon

Armaan

    Continúa después del anuncio

    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon

    Nayi Raahein Khuli Hai Baahein
    To Kyon Na Chaahe Yeh Nigahen Koi Saathi Bhi Naya

    Yeh Armaan Kitne Sapne Dikhlaate Hai
    Kaise Kaise Tadpaate Hai Duniyan Mein Ko Jane Na

    Paayi Jo Yeh Khushi Hai Hairani Ho Rahi Hai
    Baat Aisi Ho Gayi Hai Jiski Umeed Dekho Na Thi
    Tum Mere Ho Bhi To Kya Hoga Woh Hai Jo Hona
    Duniya Mein Kisne Jaana Kab Dikhayegi Kya Zindagi
    Mere Armaan Bandhan Ke Toofan Karte Pareshan
    Ab Aasaan Mera Jeena Ho Gaya
    Yeh Armaan Kitne Sapne Dikhlaate Hai
    Kaise Kaise Tadpaate Hai Duniyan Mein Ko Jane Na
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon

    Continúa después del anuncio

    Dekho Hai Shaam Rangeen Aankhon Mein Jaam Rangeen
    Ab Koi Naam Rangeen Socho Is Rangeen Afsane Ka
    Afsane Yeh Hai Kalke Anjane Log Milke
    Yeh Maane Phool Khilke Rasta Takta Hai Murjhane Ka
    Suno Pyaare Dil Mein Humare Armaan Hai Sare Tumhare
    Batado To Hai Kya
    Yeh Armaan Kitne Sapne Dikhlaate Hai
    Kaise Kaise Tadpaate Hai Duniyan Mein Ko Jane Na
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Nayi Raahein Khuli Hai Baahein
    To Kyon Na Chaahe Yeh Nigahen Koi Saathi Bhi Naya
    Yeh Armaan Kitne Sapne Dikhlaate Hai
    Kaise Kaise Tadpaate Hai Duniyan Mein Ko Jane Na
    Yeh Armaan Kitne Sapne Dikhlaate Hai
    Kaise Kaise Tadpaate Hai Duniyan Mein Ko Jane Na
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon
    Main Gaaon Tum Gaaon Khushiyon Ke Raang Chalkaaon

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión