Aankhe Milayenge Bate Sunayenge

Asha Bhosle

    Continúa después del anuncio

    Aankhe milayenge bate sunayenge
    palke bichhayenge julfe bikharayenge, phir kisi din
    aaj kya karenge, ho aaj sirf gana gayenge

    gane ke liye yaha aana kya jaruree tha
    janey ke liye yeh bahana kya jaruree tha
    achchha mann jate hain nahee tadpate hain, yeh bat huyee naa
    milake leharayenge kabhee pas aayenge
    kabhee pas aayenge kabhee dur jayenge, phir kisi din
    oho aaj kya karenge, ho aaj sirf gana gayenge

    Continúa después del anuncio

    pyar me gile shikawe kaa mauka detee ho
    ghar se bula ke raste me dhokha detee ho
    achchha chalo thik hai kuchh bhee ho prit hai
    wada raha naa, han wada
    prit yeh nibhayenge aankho me basayenge
    tum ko naa rulayenge hasenge hasayenge, phir kisi din
    bhayee aaj kya karenge, ho aaj sirf gana gayenge

    aankhe milayenge bate sunayenge
    palke bichhayenge julfe bikharayenge, phir kisi din
    toh aaj kya karenge, aaj sirf gana gayenge

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión