Hona Tha Pyar (feat. Hadiqa Kiyani)

Atif Aslam

    Continúa después del anuncio

    hona tha pyaar
    hona tha pyaar, hua mere yaar
    hona tha pyaar, hua mere yaar

    aaye nazar, chehre hazaar
    hona tha pyaar, hua mere yaar
    hona tha pyaar

    Continúa después del anuncio

    tere dil ke shehar mein, ghar mera ho gaya, ho gaya
    sapna dekha jo tumne, woh mera ho gaya, ho gaya
    doobe toh yun, jaise ho paar
    hona tha pyar, hua mere yaar
    hona tha pyar

    thaame dilon ki baahein, hum aate saalo mein, saalo mein
    paaye jawaab humne, tere sawaalon mein, sawaalon mein
    khwaabon ki dor, tootey naa yaar
    hona tha pyar (hona tha pyar)
    hua mere yaar (hua mere yaar)
    hona tha pyar (mere yaar)
    hona tha pyar

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión