Kuch Bhi Ho Jaye

B Praak

    Continúa después del anuncio

    main baarish ka mausam hoon
    tujhe ek din bhaaunga
    ho do din deke khushiyaan
    hashar tak le aaunga

    main baarish ka mausam hoon
    mera aitbaar na karna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyaar na karna

    ho akhiyan hongi teri
    phir paani ka jharna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyar na karna

    aa, wo

    tumne sudhara tha
    tumne bigaada hai
    tumne kiya jo kiya
    hum to kabhi na the yoon bewafa
    par tune bana diya

    Continúa después del anuncio

    tumne sudhara tha
    tumne bigaada hai
    tumne kiya jo kiya
    hum to kabhi na the yoon bewafa
    par tune bana diya

    ho jaani kolon door reh tainu samjhawan
    mera ki pata main kal mar jaawan

    ho jaani chhod chuka hai
    ab to maut se darna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyar na karna

    ho akhiyaan hongi teri
    phir paani ka jharna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyar na karna

    main itna badal chuka hoon sanam
    tujhse judaaiyan kar ke
    ke ab mazaa aane laga hai mujhe
    bewafaaiyan kar ke

    main itna badal chuka hoon sanam
    tujhse judaaiyan kar ke
    ke ab mazaa aane laga hai mujhe
    bewafaaiyan kar ke

    soch tere baare junoon mil jaata hai
    chhod kisi ko sukoon mil jaata hai

    ho pata nahi kab kiski
    hai baahon mein marna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyar na karna

    ho akhiyaan hongi teri
    phir paani ka jharna
    kuch bhi ho jaaye yaara
    mujhe tu pyar na karna

    Información de la canción

    Composición: Rajiv Kumar y B Praak

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas