Kya kabhi ambar se
Surya bichhadta hai
Kya kabhi bin baati
Deepak jalta hai
Kya kabhi ambar se
Surya bichhadta hai
Kya kabhi bin baati
Deepak jalta hai
Kaisi hai ye anhoni
Har aankh huyi nam
Chhod gaya jo tu
Kaise jiyenge hum
Tuhi kinara, tuhi sahara
Tu jag sara, tuhi humara sooraj tuhi taara
Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humara
Jai jaikara, jai jaikara
Swami dena saath humara
Jahan-jahan tere paaon padey
Woh dharti ambar ho jaye
Jaane ye kaise maya
Maya hai teri
Tu nirbal chaabal hai
Swami rakhwala hum sab ka
Usko kya hai
Darr hai Jispe chhaya hai teri
Kan-kan mein hai khush'haali
Jhoome hai daali daali
Hum pyason pe jo rim-jhim barse
Hai baadal se
Tuhi woh amrit ki dhaara
Jai jaikara, Jai jaikara
Swaami dena saath hamara
Jai jaikara, jai jaikara
Swaami dena saath humara