Rula Ke Gaya Ishq

Bhavin

    Continúa después del anuncio

    kaash tu mere haq mein hota
    banke yaqeen shaq mein hota
    par aisa huwa nahin
    tu hai meelon door kahi
    tere sang pal do pal ko

    hasna jo chaha to
    rula ke gaya ishq tera
    ke maane nahi dil ye mera
    kaise chup main karaaun, ve
    yaar bichhda mila de koyi, somebody

    Continúa después del anuncio

    aankhaan raundiyan zaar zaar
    hansa de koi, rula ke gaya ishq tera
    ke maane nahi dil ye mera
    kaise chup main karaaun ve

    khaabon se zyada aansuon se dosti kar baithe
    jeene ki khahish mein lamha lamha mar baithe
    tu aise juda huwa, main raat tu subah huwa
    tujhpe main marta raha, tujhe yaad main karta raha

    bhula ke gaya ishq tera
    rula ke gaya ishq tera
    kaise chup main karaaun ve

    Información de la canción

    Composición: Vishal, Stebin Ben, Bhavin y Sameeksha

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión