Dhadke Jiya

Call The Band

    Continúa después del anuncio

    dekho zara…
    kitna haseen hai
    phir yeh sama…
    hai na…
    jee le zara
    ek pal mila jo tanhai ka
    hai na…
    vohi hasna hasana
    kuch kehe ke yun sharmana
    kuch baatein yunhi
    aankhon se hi kar jaana
    na chaand lagta hai
    ye chehra tak pe jaana
    ab aa gaye ho toh naa phir jaanaaa…
    yehi duaa… yun hi sadaa…
    oooohoo…
    tere liye… dhadke jiya…
    aahaa aaaa..
    dhadke jiya…
    yeh raasta gum hoga
    yeh darr tumhe hai na
    mai aas paas hi kahin hoon
    itna yakeen toh hai na

    Continúa después del anuncio

    teri har aahat ka
    chup chupke peeche peeche aana
    mujhe tanhayi mai tera ek lamha de jaana
    shayad yeh lamha di phir khuda ka
    tere mere milne ka socha hai bahana
    haa…aaa…
    yehi duaa… yun hi sadaa…
    oooohoo…
    tere liye… dhadke jiya…
    aahaa aahaa
    dhadke jiya…
    oohhooo…. oohhoo..
    palkein yun jhuki toh kuch hua tha
    yeh pal jaise ruk sa gaya tha
    mere sapnon mein bhi har baar tu aana
    ab aa jo gaye ho toh na phir jaana
    yehi duaa… yun hi sadaa…
    oooohhoo…
    tere liye… dhadke jiya…
    aahaa aaaa
    dhadke jiyaaa…
    dhadke jiyaaa…
    dhadke jiya…

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión