Teri Soorat (Hindi)

Farhad Darya

    Continúa después del anuncio

    Teri soorat nigahon mein phirte rahe
    Ishq tera sataye to main kya karoon
    Tere jukne se aye mera pardanashen
    Tujko ilzam aaye to main kya karoon

    Shauq peene ka mujko ziyaada na tha
    Tarke tuba ka koi irada na tha
    Main sharabi nahin mujko tuhmat nado
    Vo nazar se pilaye to main kya karoon

    Continúa después del anuncio

    Husn aur ishq dono mein tafriq hain
    Kya karoon mera dono pe iman hain
    Gar khuda rut jaye to sajde karoon
    Jo sanam rut jaye to main kya karoon

    Kya bemurawat khalq hain
    Sab jamah hain besmel ke pas
    Tanha mera qatel raha
    Koi nahin qatel ki pas

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión