Jaane Yeh Mausam

Geeta Dutt

    Continúa después del anuncio

    male: mein tere pyaar mein kya kya na bana-2 dilber
    jane yeh mausam-2
    female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
    jane yeh mausam-2
    male: hai mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
    jane yeh mausam-2

    male: tu hai meri bansi mein hoon tera kanah
    tu hai meri bansi mein-2 mein hoon tera kanah
    female: tera mera pyaar hai sadiyoon purana
    male: dil ke har taar mein hai rag tera humdum
    jane yeh mausam-2
    female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
    jane yeh mausam-2

    Continúa después del anuncio

    female: tu hai mora phoolwa mein hoon teri khusboon
    tu hai mora phoolwa -2 mein hoon teri khusboon
    male: desh videsh mein sang sang ghoomoon
    female: tu hai guljhar mera mein hoon teri subnam
    jane yeh mausam-2
    male: mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
    jane yeh mausam-2

    male: tu hai meri manjil mein ho tera sahil
    tu hai meri manjil-2 mein ho tera sahil
    female: karke rahenge ek din hasil
    male: ek chale tu hi gori dil mein sada Cham Cham
    jane yeh mausam-2
    female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
    jane yeh mausam-2
    male: mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
    jane yeh mausam-2

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión