Kaali ghata chhaaye mora

Geeta Dutt

    Continúa después del anuncio

    Kaali ghata chhaaye mora jiya tarsaaye
    Aise mein kahi koyi mil jaaye re
    Bolo kisi ka kya jaaye re, kya jaaye re, kya jaaye
    Kaali ghata chhaaye

    Hu main kitni akeli woh ye jaanke - 2
    Mere berang jeewan ko pehechaanke
    Mere haatho ko thaame hase aur hasaaye,
    Mera dukh bhoolaaye kisi ka kya jaaye
    Kaali ghata chhaaye

    Continúa después del anuncio

    Yuhi bagiyan mein dolu mein khoyi huwi
    Na to jaagi huwi thi na soyi huwi
    Mere baalo me koyi dheere se aake,
    Kali kya sajaay, kisi ka kya jaaye
    Kaali ghata chhaaye

    Uske raahe taku dil manaati phiru
    Har aahat pe naina bichhaati phiru
    Woh jo aayega kal na kyu aaj aaye,
    Mera man basaaye kisi ka kya jaaye
    Kaali ghata chhaaye

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión