Duniya Ki Nazar Hai Buri

Geeta Dutt

    Continúa después del anuncio

    duniya ki nazar hai buri zulfyein na sanvaara karo
    jaayo-jaayo beimaan balama hamein taane na maara karo
    duniya ki nazar

    dekh zara tu mud ke zaalim sadake aisi chaal ke
    mere saamane aana balam dil ko zara sambhaal ke
    a tere qadamon pe dil rakh duun gori jab bhi ishaara kare
    jaayo-jaayo beimaan

    Continúa después del anuncio

    baaton hi baaton mein aji ban baithe diladaar kyon
    apana bana ke paas bula ke phir hamase taqaraar kyon
    jaayo tumhe paas bulaaya kisane zara door se nazaara karo
    duniya ki nazar

    ek to tikhe naina upar se kajare ki dhaar re
    ho jaaye na paar jigar ke dodhaari talavaar re
    haay tere pyaar ke maare hain nazaron se na maara karo
    duniya ki nazar

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión