Ek Tum Duji Main

Geeta Dutt

    Continúa después del anuncio

    ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa
    raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza

    ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa
    raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza

    raat sanvar gayi, masti bikhar gayi
    taaron ki chamak mere dil mein utar gayi
    dil mera dolun, kise-kise bolun,
    o mere bhole, rut bhi nikhar gayi
    is rut ki kahaani, mere dil ki zabaani, tum gaao
    raaja maano dil ki baat aaye bada maza

    Continúa después del anuncio

    ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa
    raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza

    maat na khaayega, apana banaayega
    sabako hara ke mere nainon ka jaadu
    aankh mila le, saamane aa ke
    daanv laga le, badh ke zara tu
    is shaam ki baazi, maine aaj laga di, rasiya
    a ke de do dil ko maat aaye bada maza

    ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa
    raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión