Ab Aur Kya Kisi Se Maraasim Badhaayein Ham
Ghulam Ali
Continúa después del anuncio
ab aur kya kisi se maraasim badhaayein ham
ye bhi bahut hai tujhako agar bhuul jaayein ham
is zindagi mein itani faraagat kise nasib
itana na yaad aa ke tujhe bhuul jaayein ham
Continúa después del anuncio
tuu itani dilazada to na thi ai shab-e-firaaq
aa tere raaste mein sitaare lutaayein ham
wo log ab kahaan hain jo kahate the kal ' faraaz'
ai ai kuda na karana tujhe bhi rulaayein ha