Yeh Jo Mohabbat Hai 2

Hariharan

    Continúa después del anuncio

    Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
    Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
    Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
    (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
    Hum na karenge pyaar) - 2
    (Toote agar saagar naya saagar koi le le
    Mere khuda dil se koi kisi ke na khele) - 2
    Dil toot jaaye to kya ho anjaam
    Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
    Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
    Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
    (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
    Hum na karenge pyaar) - 2
    Aankhen kisi se na ulajh jaaye main darrta hoon
    Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon
    Hey, aankhen kisi se na ulaj jaaye main darrta hoon
    Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon
    Bas door hi se karke salaam
    Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
    Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
    Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
    (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
    Hum na karenge pyaar) - 4

    Continúa después del anuncio
    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas