Doobne De (Reprise)

Hassan & Roshaan

    Continúa después del anuncio

    Ankh khuli jab se hai ye jana
    Khwaab hai dunya dil hai thikana
    So jata hai jab ye zamana
    Jagta hoon likhta hoon fasana

    Tujh ko dhoondne ki talash mein hal e dil ka ye hogya
    Jitni khwahishein jitni arziyan sabko dil se meine kho diya
    Log jo samajhte mujhe thay vo har libhas meine kho diya
    Meh ki aag mein kaid dil raha dekh pinjara khul gaya (khul gaya)

    Doobne de mujhay ishq mein
    Doobne de mujhay ishq mein

    Continúa después del anuncio

    Ishq mein teri yoon fana hoa khoj mein teri jal gya
    Dar badar phira darvazon pe raasta tera mil gaya
    Ghamzada na ho alvida pe yoon khwaab hai haqiqat nahi
    Har ghari hai nazdeeq mot ke kia liya kia tunay kho diya

    Masjidon mein tu na mila mujhay aafaton mein tu mil gya
    Har jaga teri mosiki hai tere rang mein dhal gya
    Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
    Tujko khush nahi rakh sakon ga mein doobnе ne de mujhay ishq mein (ishq mеin)

    Doobne de mujhay ishq mein
    Doobne de mujhay ishq mein

    Om tum ta nananana tananana re
    Om tum ta nananana
    Om tum ta nananana tananana re
    Om tum ta nananana
    (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana tananana re)

    (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
    Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
    Doobne de mujhay ishq mein
    (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
    Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
    Doobne de mujhay ishq mein
    (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
    Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
    (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana)
    Doobne de mujhay ishq mein
    (Chal basi hai ye zindagi meri is jahan ki dorh mein
    Tujko khush nahi rakh sakoon ga mein)
    (Om tum ta nananana tananana re om tum ta nananana)
    Doobne de mujhay ishq mein

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión