Mein Ne Kabhi

Junoon

    Continúa después del anuncio

    Kis soch main doobi zindagi kis yaad main khoay raastay
    Kabhi tujh ko paanay ki justajo kabhi tujh ko khonay kay gham mujhey
    Yeh paana khona kuch nahin hona anhona kuch nahin
    Sub chaon dhoop kay khwab hain tujhey milnay ko betaab hain

    Jee kay bhi dekha marr kay bhi dekha
    Phir bhi main tanha raha

    Continúa después del anuncio

    Mein nay, tujh ko kabhi dekha bhi nahin
    Oh aisa, nahin keh koi nata bhi nahin

    Rangon ko dekha hai tasweerain dekheen mein nay
    Khwaabon ko dekha hai tabeerain dekheen mein nay

    Kahin jeet uratay humsafar kahin khaak main mil kar reh gaey
    Koi baat na mujh say keh sakay meray hont hi sookh kar reh gaey
    Unhain mera piyaar na mil saka mujhe tera piyaar na mil saka
    Koi hoon gee teri majboorian jo ab tak hain yeh doorian

    Información de la canción

    Composición: Salman Ahmad

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas