Khwab

Junoon

    Continúa después del anuncio

    Door jo aaj hain
    Yaad aatay toh hain

    Khwab adhooray sahee
    Khwab saharay toh hain

    Aaj bhi meri eahain rokti hain
    Yaadein teri daman khaenchtee hain
    Bhool chukay hain jo humain
    Yaad aate to hain

    Continúa después del anuncio

    Sadyon ke faasle aaj hain darmiaan
    Hojain magar jitni bhi doorian

    Aap jahaan bhi rahain
    Aap humary to Hhain
    Khwab adhooray sahee
    Khwab saharay to hain

    Jaanay phir kab milain
    Tere mere raastay
    Aas tootay nahee
    Yaad itna rahay

    Raat dhalnee to hai
    Aane ujalay to hain

    Información de la canción

    Composición: Salman Ahmad e Irtiza Batlas

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas