Fatak

Kaminey

    Continúa después del anuncio

    Hey bhawraa bhawraa aaye re,
    Hey hey fatak fatak fatak fatak fatak,
    Hey bhawraa bhawraa aaye re, fatak fatak,
    Hey gunn gunn karta aaya re, fatak fatak,

    Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
    Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
    Fatak fatak…

    Arey sauda kare saheli ka,sar pe tel chameli ka,
    Sauda kare saheli ka,sar pe tel chameli ka, kaan mein itar karaya re,
    Fatak fatak…

    Continúa después del anuncio

    Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
    Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
    Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
    Fatak fatak fatak fatak…

    [Ginti naa karna iski yaaron mein,
    Aawara ghume galiyaaron mein] -2 times
    Yeh chipkoo hamesha satayega, yeh jaayega fir laut aayega,
    Khoon ka hai katre mein, daal ke jaan khatre mein,
    Ke aaya, ke aaya, ke aaya raat ka jaaya re,
    Fatak, fatak ke aaya..ke aaya fatak..
    Ke aaya raat ka jaaya re..fatak…

    [Jitna bhi jhooth bole thoda hai,
    Keedo ki basti ka makdoa hai] - 2 times
    Yeh raaton ka bichchu hai kaatega, yeh zehrila hai zeher chaatega,
    Darwazo mein kunde do, dafa karo yeh gunde yeh saitaan ka saaya re,
    Fatak fatak…

    Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re - 3 times
    Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
    Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re- 2 times
    Yeh ishq nahi aasan, aji AIDS ka khatra hai,
    Hooo patwar pehen jaana, haiii… yeh aag ka dariyaa hai,
    Ki naiyaan doobe naa, re bhanwara kaate naa - 6 times
    Naiyaan doobe naa….

    Información de la canción

    Composición: Gulzar

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas