Jaa Mujhe Na Ab Yaad Aa

Kishore Kumar

    Continúa después del anuncio

    Khaali ghar ki deevaaron pe sheeshe ki tasveeren hain
    Main ye tod ke rakh doonga ye yaadon ki zanjeeren hain

    Jaa jaa jaa mujhe na ab yaad aa
    Mujhe bhool jaane de jaane de
    Jaa jaa jaa mujhe na ...

    Continúa después del anuncio

    Mere labon pe ye kahaani kyon rahe
    Tu na rahi teri nishaani kyon rahe
    Ye jawaani kyon rahe zindagaani kyon rahe
    Jaa jaa jaa mujhe na ...

    Ujada mahal ye veeraanon ki tarah
    Isamein phiroon main deevaanon ki tarah
    Anjaanon ki tarah begaanon ki tarah
    Jaa jaa jaa mujhe na ...

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas