Ek Mahal Maan

Kishore Kumar

    Continúa después del anuncio

    Ek mahal maa chham-chham karti rehti hui shehzaadi
    Ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi
    Ek mahal maan ...

    Ek sureeli baansuri jaisi pancham sur maa bole
    Pehle hamko ghar layi jaao ham hain ghar ki baandi

    Continúa después del anuncio

    Ek badi teekhi nakhareeli har baat maan phoon phaan bole
    Dooji kuch aaisi sharmeeli mushkil se hoon haan bole
    Hamko hoon haan bhali lage
    Hamko phoon phaan bhali lage re
    Hamko hoon haan bhali lage tum layi jaao toofaan aandhi

    Ek dafa do bhaeeyo jaise aaye do rajkumar
    Donon samjhe jeete baaji dono gaye dil haar
    Bin maala ke hua swayamvar
    Bin maala ke hua swayamvar
    Bin maala ke hua swayamvar
    Bina swayamvar ki shaadi

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas