Albela Mausam Kehta Hai

Lata Mangeshkar

    Continúa después del anuncio

    mehki kyon gali gali khili kyon kali kali kya kehti hai hava
    mehki kyon gali gali khili kyon kali kali kya kehti hai hava
    tujhe har khushi mile lambi zindagi mile deti hai ye dua
    albela mausam kehta hai swaagatam
    albela mausam kehta hai swaagatam

    ringa ringa roses
    pocket full of posies
    husha busha
    all fall down

    Continúa después del anuncio

    kaun sa hai vo phool ki jisase aangan banta hai gulshan
    jab aanchal mein laal hansega ghar ban jaayega madhuban
    kaun se hain vo deep ki jinase darate hain andhiyaare
    ghar mein ujaala kar dete hain
    sundar nain tumhaare nain tumhaare
    albela mausam kehta hai swaagatam

    johny johny yes papa
    eating sugar? no papa
    telling lie? no papa
    open your mouth ha ha ha

    kyon pooja ke baad hi bolo maang bhara karate hain
    lambi umar sindoor ki ho ham ye maanga karate hain
    ye toh kaho jeevan ke safar ki aakhri aarzu kya hai
    tujhse pahale main uth jaaoon maine ye socha hai
    agle janam mein donon milenge apna ye vaada hai
    apna ye vaada hai
    albela mausam kehta hai swaagatam

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión