Chup Chup Khade Ho Zaroor

Lata Mangeshkar

Continues after the ad

Chup chup khade ho zaroor koi baat hai -2
Pehli mulaqaat hai yeh pehli mulaqaat hai -2
Chup chup khade ho..

(Saajan ki baat par gussaa jo aa gayaa
Zulfon ka baadal, (Gaalon pe chha gayaa) -2 )-2
Abhi abhi din thaa abhi abhi raat hai -2
Pehli mulaqaat hai..

Continues after the ad

(Pehli mulaqaat mein baat aisi ho gayi
Raja bhi kho gayaa, (Rani bhi kho gayi) -2 )-2
Dono ko pataa chalaa maze ki yeh baat hai -2
Pehli mulaqaat hai..

Song details

Composition: Husnalal Bhagatram

Did you see an error?

Enviar revisão