Kaha The Aap

Lata Mangeshkar

Continúa después del anuncio

(kaha the aap zamane ke baad aaye hai - 2
mere shabaab ke jaane ke baad aaye hai) - 2
kaha the aap zamane ke baad aaye hai

mere hujur bataon meri khata kya hai - 2
bhari bahaar ke jaane ke baad aaye hai
mere shabaab se jaane ke baad aaye hai
kaha the aap zamane ke baad aaye hai

Continúa después del anuncio

girna tha to palakse hamen gira dete - 2
nazar se hamko giraane ke baad aaye hai
mere shabaab se jaane ke baad aaye hai
kaha the aap zamane ke baad aaye hai

o jinke pyar mein sadiya gujaar di hamne - 2
har ek khwaab jalne ke baad aaye hai
mere shabaab se jaane ke baad aaye hai
kaha the aap zamane ke baad aaye hai - 2
kaha the aap

Información de la canción

Composición:

¿Los datos están equivocados?

Enviar revisão