Doobey

Lothika

    Continues after the ad

    tera, mera
    dono ka dil besabar
    basabar besabar

    shaamo sheher
    dono ka dil bekhabar
    bekhabar bekhabar

    lo kashtiyan humari yun
    takraa gayi

    lehar lehar dono ka dil besafar
    besafar besafar

    haan doobe haan doobe
    haan doobey ek dooje mein yahan
    haan doobe haan doobe
    haan doobey uff ye gehraiyaan

    haan doobe haan doobe
    haan doobey ek dooje mein yahan

    hai saanson mein samandar
    hai dil mein dhuaan

    Continues after the ad

    dheere dheere aise gire bijliyan
    tu bhi main bhi beasar
    bheege bheege dekho roohein
    iss kadar beasar beasar

    lo apne kinare
    yun takra gaye

    lehar lehar dono ka dil besafar
    uff ye gehraaiyaan

    haan doobe haan doobe
    haan doobe ek dooje mein yahan
    haan doobe haan doobe
    haan doobey uff ye gehraiyaan

    haan doobe haan doobe
    haan doobe ek dooje mein yahan

    hai saanson mein samandar
    hai dil mein dhuaan

    reh jayega kya
    jo beh gaye yahaan
    chal beh jaye yahan

    ho jayega kya
    jo kho gaye yahan
    chal kho jaye yahan

    haan doobe haan doobe
    haan doobe ek dooje mein yahan
    haan doobe haan doobe
    haan doobey uff ye gehraiyaan

    haan doobe haan doobe
    haan doobe ek dooje mein yahan

    hai saanson mein samandar
    hai dil mein dhuaan

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão

    Related songs