Saiyaan Re

Loy Mendonsa

    Continúa después del anuncio

    Bin teri sajani laage jiyaan na
    O o o o tadap tadap jaayein mere sab armaan
    O saiyaan ko chodake na ja

    (saiyaan re saiyaan re
    Ye gori baiyaan re)
    Meri chudi mera kangana
    Yaad aayega tujhko sajana
    Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
    Na re saiyaan ko chodake na ja - 2
    Aa na re saiyaan ko chod ke na ja
    Na re saiyaan ko chodake na ja

    Continúa después del anuncio

    Saiyaan re..........
    Ye ada
    Haay ye ada ye badan
    Haay surmayi ye nayan
    Haay aur ye jaadu...
    Ye nasha
    Haay ye nasha ye jalan
    Haay ye jalan ye chubhan
    Haay aur ye khushabu...
    Teri ye adaayein, teri ye jawaani
    Ab kahaan milegi mujhko ai deewaani
    Hoy oy oy oy rang rangili roop ki laali
    Shaan pe bikhri julf ye daali
    Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
    Na re saiyaan ko chodake na ja - 2
    Aa na re saiyaan ko chod ke na ja
    Na re saiyaan ko chodake na ja

    Bhool ja
    Haay ab ye raatein kahaan
    Haay ab ye baatein kahaan
    Haay sun meri jaan
    Ja re ja
    Haay aur ye raahat kahaan
    Haay aur ye chaahat kahaan
    Haay pyaase mehmaan
    Aise na daga de, aisi na saja de
    Chain aaye jara aisi koi duwa de
    Hoy oy oy oy mera jhumka mera thumka
    Milanewala ab nahi tumko
    Bache hain bache hain ab kuchh pal tere kawaare
    Na re saiyaan ko chodake na ja - 2
    Aa na re saiyaan ko chod ke na ja
    Na re saiyaan ko chodake na ja

    Na ja na ja na ja ja re ja - 2
    Na re saiyaan ko chodake na chodake na ja, na re saiyaan ko
    Haay na re saiyaan ko chodake na chodake na ja
    Saiyaan re - 4
    Na re saiyaan ko chodake na ja
    Na ja na ja na ja ja re ja
    Na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
    Na re saiyaan ko chodake na
    Saiyaan saiyaan ko chodake na
    Na re saiyaan ko chodake na ja

    Información de la canción

    Composición: Sameer

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas