Aasmaan Se Aaya Farishta

Mohammed Rafi

    Continúa después del anuncio

    : o jaaneman dilara, ek nazar idhar bhi

    Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
    Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane
    Kaho pyaar hai tumse
    F : ja, ja
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: ja, ja ,ja

    Continúa después del anuncio

    Sekho zara sekho andaaz pyaar ka hum se tum
    Kar lo aji kar lo iqraar pyaar ka hum se tum
    Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
    Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane
    Kaho pyaar hai tumse
    F: ja, ja
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: ja, ja, ja

    Dilbar teri khaatir main chaand chhod kar aaya hoon
    Dene nazrana main apne pyaar ko laya hoon
    Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
    Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane
    Kaho pyaar hai tumse
    F: oh silly
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: don't be silly

    Saaya hoon main tera tere saath, saath hi aaunga
    Aashiq hoon main tera baahon se baandh le jaaunga
    Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane
    Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane
    Kaho pyaar hai tumse
    F: hm?
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: uh huh
    Kaho pyaar hai tumse
    F: haan
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: haan, haan
    Kaho pyaar hai tumse
    F: kahaa na
    O jaana kaho pyaar hai tumse
    F: haan, haan hai
    Kaho pyaar hai tumse
    F: haan, haan

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas