Affoo Khudaa!

Mohammed Rafi

    Continues after the ad

    Affoo khudaa!
    Vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah
    Is deevaane dil ne kya jaadu chalaaya
    Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya
    Oy, humko tum pe pyaar aaya, pyaar aaya
    Affoo khudaa!

    Aye dil kehna, ye sach hai na
    Baat hai ye ayesi zamaana nahin maanta
    Hum ko tumhaara deevaana nahin maanta
    Na main gulshan, na main taara
    Na main garjan ,na main baadal, main hoon saaya
    Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya
    Affoo khudaa!

    Continues after the ad

    Jee diya maine, jee liya maine
    Ab chaahe mujhko zamaana goli maar de
    Raaja ke shikaare ko bhanvar mein utaar de
    Aage jee ke kya lena hai
    Mere dil ne jo bhi maanga thaa vo paaya
    Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya
    Affoo khudaa!

    Dil mein ye aayi, deke duhaai
    Pattharon se sar takraaoon main deevaana
    Jal jaaoon banke shamaa ka paravaana
    Marna jeena, khaana peena, hansna ronaa
    Nahaana dhonaa, sonaa uthanaa, chalna phirnaa
    Aanaa-jaanaa hum deevaane ne muhabbat mein bhulaaya
    Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya
    Affoo khudaa!

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão

    Related songs