Maang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle)

Mohammed Rafi

    Continúa después del anuncio

    F: Maang ke saath tumhara
    Maine maang liya sansaar
    M: Maang ke saath tumhara
    Maine maang liya sansaar
    M: Ho...
    F: Aaa...

    F: Dil kahein dildaar mila,
    Hum kahen humein pyaar mila
    M: Pyaar mila humein yaar mila,
    Ek naya sansaar mila
    F: Ho... Aas mili armaan mila
    M: Ho... Jeene ka saamaan mila
    Both: Mil gaya ek sahaara, ha, ha, ha, ha
    Maang ke saath tumhara...
    M: Ho...
    F: Aaa...

    Continúa después del anuncio

    M: Dil jawaan aur rut haseen,
    Chal yoonhi chal de kahin
    F: Tu chaahe le chal kahin,
    Tujh pe hai mujhko yakin
    M: Ho... Jaan bhi tu hai dil bhi tu hi
    F: Ho... Raah bhi tu manzil bhi tu hi
    Both: Mil gaya ek sahaara, ha, ha, ha, ha
    Maang ke saath tumhara...

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas