Main Jutt Yamala Pagala Deewaana

Mohammed Rafi

    Continúa después del anuncio

    Main jutt yamala pagala deewaana
    O rabba itti si baat na jaana
    Ke, ke, ke o mainnu pyaar karti hai
    Saade utte o marti hai

    Usane to kaha har baat ko ishaare mein
    Diyaa bhi jalaa ke rakha raaton ko chaubaare mein
    Reshami dupatta phenka peeng ke hulaare mein
    Mele mein akele beech baazaar saare mein
    Kaun sa banaayaa na bahaanaa, bahaanaa, bahaanaa
    Main jutt yamala...

    Continúa después del anuncio

    Aisa nahin hotaa to vo aise sharmaati na
    Mujhe aate dekh sadak se bhaag jaati na
    Zulfon ke ghoonghat mein mukhada chhupaati na
    Chhoti si umar mein vo jaan ko lagaati na
    Prem ka rog puraana, puraana, puraana
    Main jutt yamala...

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas