Akele Hain Chale Aao

Mohammed Rafi

    Continúa después del anuncio

    Akele hain chale aao jahaan ho
    Akele hain chale aao jahaan ho
    Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
    Akele hain chale aao jahaan ho

    Tumhen ham dhoondhte hain hamen dil dhoondhtaa hai
    Tumhen ham dhoondhte hain hamen dil dhoondhtaa hai
    Na ab manzil hai koi na koi raastaa hai
    Akele hain chale aao jahaan ho
    Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
    Akele hain

    Continúa después del anuncio

    Ye tanhaai kaa aalam aur is par aapkaa gham
    Ye tanhaai kaa aalam aur is par aapkaa gham
    Na jeete hain na marte bataao kyaa karen ham
    Akele hain chale aao jahaan ho
    Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho
    Akele hain

    Chale aao
    Chale aao chale aao

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas