Sachi Muchi (feat. Harshdeep Kaur)

Mohit Chauhan

    Continúa después del anuncio

    main gapp na koi maarun
    naa baat bolunga kacchi
    do teen saal se mujhko
    tu lagi laagne acchi, o hoo hoo
    tu jaan hai sachi muchi

    oh main gapp na koi maarun
    jo baat bolungi sachi
    main nakhreeli si chori
    hoon saath hi tere acchi, oo oo oo
    tu jaan hai sachi muchi

    o baat ansuni hai
    pyar se buni hai
    aaj doguni hai aarzoo

    ye khwaab hain chahatein
    ya mere dil ki aawazein
    jaanti hai tu
    tere kehne se li maine parvazein

    ye khwaab hain chahatein
    ya mere dil ki aawazein
    jaanti hai tu
    tere kehne se li maine parvazein

    Continúa después del anuncio

    main gapp na koi maarun
    jo baat bolungi sachi
    main nakhreeli si chori
    hoon saath hi tere acchi, oo oo oo
    tu jaan hai sachi muchi

    lejaa wahan tera jahaan pe ho jahaan
    maine ye dedi hai zubaan
    chalta jaaunga

    subah ko main laaunga honthon pe hansi
    shaamon ko baaton mein teri dhalta jaaunga

    main rajj ke chaahun tujhko
    le ishq mein teri nachi
    main chhad akal ki baatein
    phir aaj ho gayi bacchi, oo oo oo
    tu jaan hai sachi muchi

    o baat ansuni hai
    pyar se buni hai
    aaj doguni hai aarzoo

    ye khwaab hain chahatein
    ya mere dil ki aawazein
    jaanti hai tu
    tere kehne se li maine parvazein

    ye khwaab hain chahatein
    ya mere dil ki aawazein
    jaanti hai tu
    tere kehne se li maine parvazein

    Información de la canción

    Composición: Irshad Kamil y Vishal-Shekhar

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión