Continúa después del anuncio

    Kyun Mujhse khafa, tu hai mera khuda

    Deewane se tere, kya ho gayi khata
    Jo ho gaya juda
    Jo ho gaya juda
    Ho jaaunga Tabah
    Ho jaaunga Tabah
    Ho jaaunga Tabah
    Kyun Mujhse khafa, tu hai mera khuda
    Deewane se tere, kya gayi ho khata

    Continúa después del anuncio

    Kyun bin tere rehta hai din
    Mujhse yun rootha huaa
    Kyun Saari raat, mujhko ye Chaand
    Lagta hai toota huaa
    Na meri ye Zameen, Na mera aasmaan
    Deewane se tere, kya gayi ho khata

    Sulgi Huyi saanse meri
    Maange jo tujhse hawaa
    Deedar de ya waar de
    Dede na dil ko Dawa
    Na tujhse mila, na tujhse mita
    Deewane se tere, kya ho gayi khata
    Jo ho gaya juda
    Jo ho gaya juda
    Ho jaunga Tabah
    Ho jaunga Tabah
    Ho jaunga Tabah

    Información de la canción

    Composición: Kausar Munir

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión

    Canciones relacionadas