Lahoo Banke Ansoo

Mujhse Shaadi Karogi

    Continues after the ad

    Rabba mere rabba
    Rabba mere rabba, yeh kya ho gaya hai
    Mera yaar mujhse judaa ho gaya hai
    Judaa ho gaya hai

    Ho, dil apna dena khata ho gaya hai
    Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
    Saza ho gaya hai
    Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hai - 2
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Yeh judaai beqaraari, haai yeh majbooriyaan
    Har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan

    Continues after the ad

    Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushvaariyaan
    Meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaaiyaan

    Khushi ke liye hum ab tarasne lage hai - 2
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haarke
    Das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke

    Yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke
    Voh adaayein voh sharaarat, haai jalwe yaar ke

    Ho, judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
    Judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Dil apna dena khata ho gaya hai
    Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai
    Saza ho gaya hai
    Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Tujhe is tarah se yaad karne lage hai
    Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão

    Related songs