Mano Ya Naa Mano Meree Jindagee Kee Bahar Ho

Mukesh

    Continúa después del anuncio

    Mano ya naa mano meree jindagee kee bahar ho
    jano ya naa jano mere darde dil kaa karar ho
    mano ya naa mano

    dil ne jiska nam liya hai daman usaka tham liya hai
    jab jab dard utha hai dil me maine teraa nam liya hai
    mano ya naa mano

    Continúa después del anuncio

    aaj mujhe inn do aankho kee mastee me tum kho jane do
    kar lo pure dil ke araman jo hota hai ho jane do
    jano ya naa jano

    prit kaa bandhan prit naa jane bit gaye hain din woh purane
    iss duniya se dur kahee aa mil ke chale ham duniya basane
    mano ya naa mano

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión