Duneeya Mujhko Pagal Samajhe Ya Samajhe Aavara

Mukesh

    Continúa después del anuncio

    Duneeya mujhko pagal samajhe ya samajhe aavara
    mai duneeya kee seva karne phirta mara mara o
    takat se bharapur rakhee hain apnee dono baju
    insaf ko aise taule jaise hoy taraju, jisme ho kuchh himmat timmat
    lad ley woh dubara e jee lad ley woh dubara
    duneeya mujhko pagal
    dukh me ho koyee budha sudha ya koyee ladkee madakee
    unhe bachane meree takat bijalee ban kar kadakee, kar ley do do hath chahe woh
    rustam ho ya dara are rustam ho ya dara
    duneeya mujhko pagal
    andhee ban key jau aur tufan ban key chhau
    jis rukh par bhee mai chahu iss duneeya ko ley jau, tinaka hai yeh duneeya mai hu
    tufano kee dhara are tufano kee dhara
    duneeya mujhko pagal

    Continúa después del anuncio
    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión