Maiya Moree Main Nahee Makhan Khayo

Mukesh

    Continúa después del anuncio

    Maiya moree main nahee makhan khayo
    kahat sunat me aakar kahe jhutha dosh lagayo
    ree maiya moree main nahee makhan khayo

    yamuna key tat par gwal bal sang char sahar main khela
    gaiya charvat bansee bajavat sanj kee bela
    bhuk lagee toh daudat daudat sidha maein ghar aayo
    maiya moree

    Continúa después del anuncio

    naa koyee maine matkee phodee naa koyee kee hai choree
    jan liya kyon mujhko jhutha tune maiya moree
    apne ang ko kaise samjha tune aaj parayo
    maiya moree

    me toh baba nand key lala kahe chor kahau
    apne ghar me kaun kamee jo bahar makhan khau
    bat sunee toh mata yashoda hanskar kanth lagayo
    phir bolee too nahee makhan khayo
    rey krishna more too nahee makhan khayo

    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión