Suno Ke Main Hun Jawan

Noori

    Continúa después del anuncio

    Suno Kay Main Hun Jawaan
    Khula Hai Saara Aasmaan
    Andar Karakti Bijli
    Par Hai Nazaara Darmeeyaan
    Suno Kay Main Hun Jawaan
    Sarak Pay Niklay
    Lagey Nahi Zindagi Seedhee
    Jo Nahi Paaya Woh Hai Kahaan
    Tum Kahaan Hum Kahaan
    Paani Hai Zindagi Jahaan
    Jhootay Jo Log Hain
    Un Ki Baatien Ab Nahi Hum Maanain
    Jo Nahi Paaya Woh Hai Kahaan
    Tum Kahaan Hum Kahaan
    Pani Hai Zindagi Jahaan
    Suno Kay Main Hoon Jawaan
    Khula Hai Saara Aasmaan
    Andar Karakti
    Jo Hai Yeh Bijli
    Par Hai Nazaara Darmiyaan Meri Jaan…!!!

    Continúa después del anuncio
    Información de la canción

    Composición:

    ¿Los datos están equivocados?

    Enviar revisión