Manwa Re

Noori

    Continues after the ad

    Dhol ki taal pe gaa re
    Gaa re dil jhoon ke gaa re
    Apna har dard chupa ke
    Naach aur sab ko nacha re

    Mukh pe ghoonghat daalay
    Nainaan do matwallay
    Aaj koi chala hai saj ke piya nagarya re

    Yeh bandhan, naatay, saaray tor ke manwa re

    Continues after the ad

    Ho manwa re…..O Manwa Re…
    Na Tadpa Ray…
    Agan Dil Ki…
    Na Sulga Ray…
    Na Bharka Ray…
    Na Chalka Ray…
    Yeh Naina Ray…
    O Manwa Ray…

    Reit Ka Mehal Banaaya, Haath Teray Kuch Na Aaya,
    Jhok Meray Dil Ki Ujri, Aas Ka Diya Bujhaaya,
    Bichari Yaadein Dey Kay, Pyar Sab Say Lekay,
    Aaj Koi Chala Hai Saj Kay Piya Nagaria Ray,

    Yeh Bandhan… Naatay… Saaray… Tor Kay Manwa Ra

    Ho Manwa Ray O Manwa Re…

    Mendha Sohna… Sada Jeevay…
    Kissay Shey Da… Na Ghum Dheevay…
    Na Ghum Dheevay… Sada Jeevay…
    Sada Jeevay!

    Song details

    Composition:

    Did you see an error?

    Enviar revisão